Introduction:
Aksar friends mujhe bolte hein keh jub hum ne new phone lia tha to ye bohat fast chalta tha lekin jese jese waqt guzrata ja raha hai ye slow hota ja raha hai.Aakhir iski kya waja hai.Iss ko kese long live banaya ja sakta hai.Agar ap in all questions ke answers janana chahte hein to ap iss post ko read karte rahe q keh me aap se in sabhi baato ke baare me post share karne wala hoo.
Reasons/Solutions Of Android Phone Slowness With Time:
Dosto sub se pehle hum iss ki reasons ke about baat kare ge keh aakhir kya waja hai keh hamara phone waqt ke sath sath slow hota ja raha hai.Iss ki kafi reasons hein jin me se kuch ka zikar me iss post me kar raha hoo.
1.Software Updates:
Phone ke time ke sath slow hone ki pehli waja software ko update karna hai.Aksar aisa hota hai keh jub kisi mobile ke software ka update koi company launch karti hai aur jub customers uss update ko apne phone mein install karte hein to unke phone ki performance kum ho jati hai.Iss ki waja ye ho sakti hai keh shayed company ne bohat juldi software launch kar diya ho.Jese hi apke phone ke liye software launch ussi waqt phone ko update mut kare balkeh internet pe uss ke about doosre logo ke comments dekhe keh software update karne ke baad unke phone mein kya acha hua aur kya bura hua.Software update karne ke baad unka phone heat up to nahi hota.Agar logo ke uss software ke about ache reviews hoo to ap usko phone mein install kar sakte hein otherwise aap wait kare aur jub aik stable software release ho jaye tub hi phone update kare.
2.Apps Updates:
Phone ke slow hone ki doosri bari waja heavy applications ka update hona hai.Hum apne phone mein apps install karte hein jese Facebook,Messenger,Play Store,Google Play Services,Youtube etc to google play store un apps ke new new versions automatic hamare phone mein install karta rehta hai.Iss ki waja ye hai keh un applications ke jo developers hote hein jub un ko pata chalta hai keh market mein powerful aur high phones aa chuke hein to wo un apps ko update karte hein aur google play store un ke updates hamare phone mein install kar deta hai chahe hamara phone uss update ke qabil ho ya na ho.Iss se bachne ke liye aap setting mein ja kar google play store app se automatic updates waale option ko un tick kr sakte hein.
3.Apps Data:
Aksar hum aisa karte hein keh apne phone mein kuch applications ko sirf check karne ke liye install kar lete hein aur agar wo app hum ko pasand nahi aati to hum uss ko uninstall bhi kar dete hein.Lekin kya kabhi aap ne socha hai keh wo app haqeqat mein uninstall to ho jati hai lekin uska data hamare phone mein baqi rehta hai.Ab agar mere phone ki memory 8gb hai aur uss mein aisi apps jo me uninstall kr chuka hoo unka data 2gb ke qareeb mere phone mein mojood hai to mera phone bohat zayada slow ho jaye ga.Iss liye aap wohi applications install kare jo aap ke liye most important hoo.Iss se apke phone ki memory bhi zayada ho gi aur apka phone slow hone se bhi buch jaye ga.Aisi apps jin ka data apke phone mein mojood hai usko delete karne ke liye ccleaner application ka istmaal kare aur agar ye bhi work na kare to aap mannually apne phone se un apps ke all folders delete kar dein.
4.Full Storage:
Aksar dosto ne apne phone ki internal storage mein faltu photos,videos,musics,softwares etc rakhe hote hein jo keh kisi kaam ke nahi hote aur phone ki storage ka aik bohat bara hissa in ki waja se full hota hai.Agar phone ki internal storage bohat thori free ho to ye phone ke slow hone ki sub se bari waja bunti hai.Iss liye iss se bachne ke liye apne phone ki internal storage se faltu cheezo ko delete kar dein.Aisa karne ke baad apke phone ki kafi memory bhi free ho jaye gi aur performance mein bhi izafa ho ga.
5.Last Solution:
Agar aap apne phone ko long time ke liye smooth banana yani fast banana chahte hein to hur 2 months ya 1 month baad apna phone aik bar factory reset kare.Iss se apke phone ki memory aik dum fresh ho jaye gi yani uss se all apps ka data,junk,cache etc sub delete ho jaye ga.Factory reset karne se pehle sd card ye kisi jagha apne photos,videos and musics wgera ka backup bana ke rakh le aur baad mein un ko apne phone mein daal lein.Iss ke aap meri old posts bhi read kar sakte hein jaha me already android phone ko fast karne ke methods share kar chuka hoo.Agar aap ne wo posts nahi read ki to iss link par click kar ke aap read kar sakte hein.
Final Words:
Umeed hai aap sub ko post bohat pasand aayi ho gi.Agar aap ka koi question hai to aap comment box mein comment kar ke pooch sakte hein aur iss ke ilawa hamara Facebook Page zaror like kare.Ab mujhy de ijazat Allah Hafiz.

- Spyware Kya Hai,Kese Computer/Mobile Hack Hota Aur Kese Bache
- Application Not Installed Error Ki Kya Reason Hai Aur Kese Bache

- Vpn Kya Hai Aur Vpn Se Apni Internet Location Kese Change Kare
- Hackers Ki Konsi Types Hein Aur Un Ke Kaam Karne Ke Triqe
5.Last Solution:
Agar aap apne phone ko long time ke liye smooth banana yani fast banana chahte hein to hur 2 months ya 1 month baad apna phone aik bar factory reset kare.Iss se apke phone ki memory aik dum fresh ho jaye gi yani uss se all apps ka data,junk,cache etc sub delete ho jaye ga.Factory reset karne se pehle sd card ye kisi jagha apne photos,videos and musics wgera ka backup bana ke rakh le aur baad mein un ko apne phone mein daal lein.Iss ke aap meri old posts bhi read kar sakte hein jaha me already android phone ko fast karne ke methods share kar chuka hoo.Agar aap ne wo posts nahi read ki to iss link par click kar ke aap read kar sakte hein.
Final Words:
Umeed hai aap sub ko post bohat pasand aayi ho gi.Agar aap ka koi question hai to aap comment box mein comment kar ke pooch sakte hein aur iss ke ilawa hamara Facebook Page zaror like kare.Ab mujhy de ijazat Allah Hafiz.
No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.