Introduction:
Android phone rooting aaj aik bohat bara masla bun chuka hai.Android ko root karne ke liye kafi software use hote hein aur me ne pehle bhi 2 posts likhi lekin un methods se kuch user ke phone root huwe aur kuch ke nahi.Kuch mehnat karne ke baad aaj aik new rooting method laya hoo.Ye taqreban hur device pe work kare ga.Me believe se to nahi keh sakta lekin mujhay umeed hai keh ye hur phone pe work kare ga.Aaj ke rooting method mein hum jis software ka istmaal kare ge uss ka naam mobogenie hai.
What Is Mobogenie:
Mobogenie ko istmaal karne se pehle ye janana bohat lazmi hai keh ye kya hai aur kese kaam karta hai.Mobogenie pc mein install hone wala aik aisa software hai jo hur android device ko pc se manage karne ki ijazat deta hai.Iss ki help se hum pc se apne android phone mein one click se apps install karna,Phone ke data ka backup lena,Apne phone ki supported games,ringtones,walpapers etc download kar sakte hein.
Iss software mein aik doosra cool feature ye hai keh iss se hum aik click mein kisi bhi android device ko easily root kar sakte hein.Ye software users ko easily and quickly android devices root karne ki ijazat deta hai.
Ye software use karne ka sirf yehi faida nahi hai keh iss ko istmaal karne se hum sirf android phone root kar sakte hein.Iss mein aur bhi bohat saare features mojood hein.For example Sms read karna aur delete karna,Contacts ko manage karna,Music Videos and Images ko dekhna ya delete karna,Sd card ko manage karna,Backup and restore and Applications ko install ya uninstall karna etc.
Requirements:
Android root karne aur iss software ko istmaal karne ke liye hume jin cheezo ki zarorat ho gi wo ye hein.
1.Mobogenie software jis ka download link ye hai
2.Apke mobile phone ke drivers pc mein installed hoo
3.Aik data cable jis ke through mobile ko pc se connect karna hai
4.An active internet connection
5.Usb debugging enable
How To Enable Usb Debugging In Android Phone:
Agar aap ko android phone mein usb debugging enable karne ka method pata hai to aap ye steps skip kar sakte hein aur agar nahi pata to ye steps follow kare.Android 2.3 mein usb debugging enable karne ka method easy hai aur iss se latest android phones mein usb debugging enable karne karna thora different hai.
For Android 2.2 And 2.3:
1.Sub se pehle setting icon pe click kare
2.Iss ke baad applications ko press kare
3.Ab Development ke option ko press kare
4.Yaha Pe Usb Debugging waale option ko tick mark kar dein
For All Other Android 4.1,4.2,4.4:
1.Settting waale icon ko press kar ke sub se neeche about phone ko press kare
2.Yaha pe phone ke about kuch informations hoo gi jin me se aik option build number ka bhi ho ga
3.Build number waale option pe 7 baar tezi se click kare
4.Jub aap 7 baar tezi se click kare ge to developer option enable ho jaye ga
5.Ab again setting mein jaye aur about phone ke uper developer option pe click kare
6.Developer option mein jaane ke baad Usb debugging ko tick kar de
How To Root Android Device With Mobogenie:
Method shuru karne se pehle me ye assume kar ke chalta hoo keh apke pc mein mobogeie software downloaded hai,Mobile phone ke driers bhi installed hein,1 data cable bhi hai aur pc pe internet connection bhi mojood hai.Agar in me se koi cheez miss hui to android phone root nahi ho ga.
1.Sub se pehle mobogenie software ko apne pc mein install kare
2.Install karne ke baad programme ko launch kare
3.Ab mobile phone ki setting mein ja ke devolper options pe click kar ke usb debugging ko enable kare jis ka method already uper bata chuka hoo
4.Debugging enable karne ke baad mobile phone ko data cable ke through pc se connect kare
5.Jese hi aap connect kare ge apka mobile mobogeine mein show ho jaye ga
6.Jub phone coonnect ho jaye to Toolkit option pe ja kar one click root ko press kar dein
7.Ab phone online root hona shuru ho jaye ga jis mein kuch minutes lug sakte hein
8.Root hone ke baad pc ki screen pe success ka message show ho ga jis ka matlb hai phone root ho chuka hai aur super user install ho chuka hai
Final Words:
Me believe se to nahi keh sakte keh mobogenie software se hur android phone root ho ga lekin me ne jitne phones bhi iss pe try kiye sub root howe.Agar apko iss post ke about kisi type ka koi question poochna ho ya koi problem ho to comment kar ke zaror pooche.Post ko facebook,twitter and google plus pe lazmi share kare.Issi ke sath mujhay ijazat de Allah Hafiz.

Very Nice Sir...
ReplyDeletethanks for feedback
DeleteNice Sharing
ReplyDeletePasand karne ka shukria
Delete