Introduction And What Is ADB:
Mera naam hai Abdul Razzaq.Aap view kar rahe hein learnwithrazzak website aur aaj me aap s baat karne ja raha hoo keh pc windows 7 mein android adb ka setup kese kia jata hai.ADB(Android Debug Bridge)aik command line utitillty hai jo google android sdk pe mushtmil hai.Mujhe pata hai agar aap new user hein to apko meri baat ki samjh nahi aayi.Chale koi baat nahi neeche mein simple words mein samjha raha hoo keh ye kya kaam karta hai aur kyo zarori hai.
How Works ADB And Why To Install:
ADB se hum apne kisi bhi android phone ko pc se control kar sakte hein.Jese keh uss mein apps install ya uninstall karna,Files copy karna,Agar phone mein lock laga ho to usko break karna,Bootloader Unlock karna aur bohat kuch.Aise samjh lein keh ADB ke bghair hum apni device ko only 50% hi manage kar sakte hein.ADB darasal aik command line hoti hai jese windows mein command prompt open hoti hai bilkul ussi tarah adb bhi open hota hai.Uss ke baad humein apni device yani mobile phone ko pc ke sath data cable se attach krna hota hai aur pc mein commands deni hoti hein jis se hamare phone mein changing hoti hein.
ADB se phone ke bootloader ko bhi unlock kia ja sakta hai.Iske ilawa agar hum android phone mein system files ko without rooting access karna chahte hein to humein ADB ki zarorat ho gi.Yani ADB ko pc mein install karna itna zarori hai jitna keh darya ke liye pani.
How To Setup ADB On Windows:
Ye tutorial thora difficult hai iss liye me post ke end pe video bhi attach kar raha hoo agar aap video dekhna pasand karte hein to aap mere iss written article ko skip kar sakte hein.
1.Sub se pehle apke pc mein Java Runtime installed hona chahye jo keh aap easily install kr sakte hein
2.Java runtime ki installation ke baad apko iss link se android adt ka latest bundle download karna hai
3.Download karne ke baad local drive C mein android-sdk ke naam ka aik folder create kare
4.Ab uss bundle ko iss android-sdk folder mein extract kar dein
5.Extract karne ke baad android-sdk folder ko open kare aur iss mein aik folder ho ga platform-tools uss ko bhi open kar lein
6.Iss ke baad uper se location ko copy kare
7.Ab Desktop pe Computer waale icon pe right click kar ke properties mein jaye
8.Properties mein jaane ke baad Advanced System Setting ko Press Kare
9.Environment Variables ko click kare
10.Ab neeche aa kar path ko find kar ke edit ko click kare
11.Edit pe click karne se aik aisi window show hogi yaha pe temp ke aage ye /; 2 shapes add kare
12.Ab step4 mein jo location hum ne copy ki thi wo in shapes ke aage paste kar dein aur ok kar dein
Ab apke pc mein adb install ho chuka hai.Ab hum ne confirm karna hai keh ye theek tarah se install hua hai ke nahi.Iss ke liye pehle command prompt ko run as administrator run kare uss mein adb type kare aur enter kar dein.Agar enter press karne ke baad apko aur bohat saari commands nazar aaye to samjh lein adb successfully install ho chuka hai aur agar command not found aaye to aap ne koi mistake ki hai iss liye steps again follow kare.
Click Here For Watch Video
Final Words:
Umeed karta hoo ye tutorial apko bohat pasand aaya ho ga hamari website ko facebook,twitter,google+,whatsapp and youtube pe zaror share kare.Agar koi problem ho to comment mein lazmi btaya kare.Issi ke sath ab mujhay de ijazat Allah Hafiz.

sir window 10 me yeh adb drive kaise install kare mere email par is ke bare me sent kar dena PLS sir email m.qureshi.9997@gmail.com
ReplyDeletebhai windows 10 ka bhi same hi method hai
Delete