Ye post issi topic ke baare mein hai aur iss post mein mai apko poori details ke sath btao ga keh blog bnane ke bad kya karna chahye jis se hamare blog pe ache visitors bhi aye aur hamari blog iss qabil bhi ho jaye keh uss pe google adsense ko approve kia ja sake
Blog Bnane Ke Bad Kya Karein:
1.Blog create karne ke bad sub se pehle blog ke lye koi acha sa logo select karein jis ke lye ap ye post read kar sakte hein
2.Blog mein categories widget add karein
3.Blog ko website ka look dene ke lye powered by blogger ko remove kare
4.Posts ko search karne ke lye search box widget add karna zarori hai
5.Users ke lye contact form widget add karna buhat lazmi hai
6.Blog ko google search engine mein add karna
7.Blog ko www word ke bghair set karna
8.Blog ka theme change karna backup bnana aur theme edit karna sub se important hai
9.Apne blog se copy selection ko disable karna taa keh apki blog ki posts koi copy na kare
10.Comments se pehle cooment box show karna
11.Blog ke lye adsense approval ke lye privacy policy page banana
12.Facebook twitter jese social media buttons add karna
13.Older Posts ki jagha numberic page show karna
14.Blog ke lye sitemap create karna
15.Post mein kisi bhi code ko box mein show karna
16.Robot.txt ko blog mein add karna
17.Blog ke lye custom domain lena(adsense ko 6 month se pehle approve karne ke lye zarori hai)
18.Menu bar edit karna
19.Users ke lye contact us page banana
20.About Page create karna jis se visitors ko hamare blog aur hmare baare mein pata chalta hai
21.Blog se pese kamane ke lye google adsense ko blog pe 6 month se pehle approve karna
22.Google search console mein blog ko add karna
23.Blog ke Sitemap ko google search console mein add karna
24.Older posts ki jagha numberic page lagane ke 7 beautiful styles
25.Alexa rank widget ko blog and browser mein add karna
To friends ye thi meri mehnat jo mai ne ap logo ke lye ki keh blog bnane ke bad uss ko fully design kese kia jaye aur adsense ko 6 month se pehle kese approve kia jaye.Agar apko iss post mein koi ghalti lagti ho to comment mein bata dein ya agar in sabhi posts ke related koi sawal ho to wo bhi comment kar ke pooch lein shukria.
No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.