Iss post mein hum baat kare ge keh alexa rank widget kya hai,Iss ko website ya blog and apne browser mein kese add karte hein and In ko add karne ka kya faida hai.
Alexa Rank Widget Kya Hai:
Alexa Rank widget chrome browser ya firefox browser ki aik exentition hoti hai jo browser mein add ki jati hai aur website/blog mein alexa rank widget hamari site ki ranking ko show karta hai jis se hum ko bar bar alexa.com wali website pe nahi jana parta hai neeche mai iss ke kuch benifits bata raha hoo.
Alexa Rank Widget Add Karne Ka Kya Faida Hai:
1.Iss ko apne browser mein add karne se hum ko site ki ranking check karne ke lye bar bar alexa wali site pe nahi jana parta
2.Agar hmare browser mein koi bhi website khuli ho aur hum alexa widget pe click kre to hum ko uss site ki ranking show ho jati hai
3.Agar hamare 10 friends ne alexa rank widget browser mein add kia ho aur wo rozana hamari site open kre to alexa rank widget us ka data apne pass direct save kar leta hai jis se hamari site ki ranking improve hoti hai
4.Iss se hum check kar sakte hein keh mojoda waqt (current time) mein hamari site low ranking ki taraf ja rahi hai ya high ranking ki taraf
Alexa Widget Ko Blog/Website Mein Kese Add Kare:
1.Sub se pehle neeche dya gya code copy karein
No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.