Pehle to kul koi bhi post na karne ke lye sorry kehna chaho ga.Mai kul kuch busy hone ki waja se koi post nahi kar saka.So issi lye aaj mein aik buhat achi post ke sath hazir hua hoo.
Iss post mein bataya jaye ga un top mistakes ke baare mein jo hum blog pe karte hein aur un ki waja se hamara google adsense approve nahi hota ya agar approve hua ho to disapproved ho jata hai.Aksar log ye sawal mujh se poochte hein keh bhai mera adsense account approved tha lekin wo ab disapproved ho gaya hai to iss bat ka aik hi jawab hai keh aap adsense ki policy ko break na karein aur na hi apka adsense account block ho
Mai sub ko ye btata chalo keh mai ne 24 din mein blog bhi design kia aur uss pe adsense bhi approve kia aur mai ye iss lye nahi bata raha keh mai ap sub se better hoo bal keh btane ka muqsad ye hai keh ap bhi himmat karein aur adsense approve kar sakein neeche mai kuch points bata raha hoo jo ghaltya sudharni hein aap sub ne aur uss ke bad apka adsense bhi approve ho sake ga
Google Adsense Approve Na Hone Ki Mistakes Aur Un Ka Hul:
1.Pehle to google adsense ki Policies read karein jis se apko poori malomat mile gi keh google adsense kis cheez ko allow karta hai aur kis ko nahi
2.Sub se important baat ye keh koi bhi post apne blog mein kahi se copy kar ke publish na karein warna kabhi bhi apka adsense approve nahi ho ga
3.Blog ki post mein jo images hum use karte hein wo bilkul bhi google se copy kar ke apne blog pe uload na karein balkeh images khud ki bnai hui hoo
4.Adsense approval ke lye blog pe 30 se 35 best articles hone chahye aur hur article minimum 500 words ka aik article ho koshish kre zyada se zayda words ka article ho aur falto words istamaal na kre
5.Blog ka theme mobile friendly ho aur fast loading hona chahye
Blog Mobile Friendly Themes Ke Lye Ye Post Read Karein
6.Blog post mein sirf zarori images hi use karein faltu images use karne se blog ka loading time bhi zayada hota hai aur adsense approve hone mein bhi problem hoti hein
7.Aap jo bhi post karte hein apko uss ki poori info honi chahye agar apko poori info nahi ho gi to ap apne blog visitors ko theek jawab nahi de pao ge jis se log apki blog pe ana bund kar de ge aur jub visitors nahi aye ge to adsense bhi approve nahi ho ga
8.Agar aap kisi jagha se visitors ko pese dete hein aur bolte hein keh wo apki blog ko daily visit kre to aisa bilkul bhi na kre bal keh real visitors hone chahye
Blog Ko Google Search Engine Mein Kese Add Kare
Google Search COnsole Kya Hai Aur Blog Ko Google Search Console Mein Kese Add Kare
10.Blog ke lye google sitemap buhat zarori hai
Sitemap Kya Hai Aur Blog Ke Lye Sitemap Kese Bnaye
11.Adsense approval ke lye minimum daily visitors 200 zaror hone chahye
12.Custom Domain laga hona chahye
Blog Ke Lye Free CUstom Domain Kese Lete Hein
13.Blog ko 6 month old hona zarori nahi hai because hum 6 month se pehle adsense approve kar sakte hein jis ke baare mai pehle hi aik post kar chuka hoo
Google Adsense Ko 6 Month Se Pehle Approve Karna
14.Adsense approve karne ke lye About,Contact Us,Privacy Policy jese pages ka add hona zarori hai because adsense in pages ko buhat pasand karta hai
Apne Blog Ke Lye About Page Kese Banaye
15.Apke blog ka language adsense supported ho jo ap iss link mein dekh sakte hein
16.Iss ke ilawa blog ko design karne ke lye aap neeche di gai post read kar sakte hein
Blogger Pe New Blog Bnane Ke Bad Kya Karna Chahye
So kesi lagi ye post agar kisi ko adsense approve karne mein koi masla aa raha ho to comment kar ke poch sakte ho.
Bhai apne adsense isi Blog par liya tha please btao mujhe ???
ReplyDeleteg bhai bilkul issi pe lia tha pehle iss blog ka domain itonlinefree4u.tk tha jis ko me ne kuch din pehle hi change kar ke www.learnwithrazzaq.com rakha hai
DeleteBahi Razzaq mara adense account ni ban raha may ny blog url bhi de but nechà y likha hota ha k Url invaild
ReplyDeletebhai blogspot blog pe adsense approve karne ke liye apko custom domain ki zarorat ho gi
Deletebrother Adsense approved ni howa ab phr ap maray num py please call karay 03072387529
ReplyDeletebhai aap apne blog ka link do me btata hoo kya problem hai
Deletehttp://www.pakistannnniahmadtricksmasters.tk
ReplyDeleteplease visit my blog or phr batay k kiya problem ha es ko approve karwanay k liy kiya karna ho ga
bhai aap ki website pe sirf 1 ya 2 posts hein pehle posts to karo website pe
DeleteThanks for sharing information, this post is very helpful for google adsense approval. i really enjoyed this article.
ReplyDeleteTechnology Blog
Sir mujhe kuch samajh me nahi aa rahai hai ki kyon mere adsense approve nahi ho raha , pl visit my blog and guide me smart2blogging.com
ReplyDelete