Introduction:
Friends I hope keh aap sub theek hoo ge. Aaj hum baat kare ge keh kali linux ko usb pe persistence install karne ya apne pc pe install karne ke baad uss mein kon kon si setting karna hoti hai aur kese karna hoti hai. Dosto kali linux install karne ke baad hum ko iss mein kuch problems hoti hein jese keh kali linux install karne ke baad hum ko sound sunai nahi deta. Iss mein kuch tools install karna parte hein aur wifi ki setting etc bhi karna hoti hai. To aaj hum issi ke baare mein baat kare ge.
Change Sources.list And Update Kali Linux:
Kali linux install karne ke baad sub se pehle jo setting ki jati hai wo hai keh hamari sources.list file ko edit karna. Agar hum sources.list file ko edit nahi kare ge to hum online koi bhi tool apne kali linux mein install nahi kar sake ge. So iss ko edit karna bohat important hai. Sources.list file ko edit karne ka method me neeche step by step bata raha hoo to chalye shuru karte hein.
1. Sub se pehle neeche diya gaya code copy kar lein.
2. Code ko copy karne ke baad kali linux mein places pe click kar ke Computer ko click kare jesa keh aap screenshot mein dekh sakte hein.
3. Computer mein jaane ke baad uper search bar pe click kar ke sources.list ke naam se file search kare aur iss ko open kar lein.
4. Open karne ke baad iss mein pehle se jo bhi likha ho uss ko Ctrl + A se select kar ke clear kar dein aur iss ki jagha step1 mein jo code me ne diya hai wo paste kar dein.
5. Code paste karne ke baad neeche desktop pe right click kar ke open terminal ke option pe click kare aur ye command enter kare.
Uper wali command enter karne ke baad aap ki kali linux update hona shuru ho jaye gi jis mein kuch minutes lug sakte hein aur yaad rahe aap ka computer internet se connected hona lazmi hai. Update complete hone ke baad hum koi bhi tool apne kali linux mein install kar sake ge jo me aage chul kar batane wala hoo.
Start Sound at Startup in Kali Linux Using Pulseaudio:
Kali linux mein by default sound sunai nahi deta hai to hum ko iss ki setting bhi karna pare gi. Dosto wese to hum pulseaudio command type kar ke sound ko start kar sakte hein lekin jub hum apna pc restart kar ke linux ko dobara boot kare ge to phir se sound close ho ga aur dobara hume pulseaudio command type karna pare gi. Me aap se aisa solution share karne wala hoo jis ko use karne ke baad sirf aik command se aap ka sound start bhi ho jaye ga aur iss ki setting bhi save rahe gi.
Dosto sound ko fix karne ke liye aap ne bus neeche di gai command apne terminal mein copy kar ke enter ka button press kar dena hai.
Jese hi aap uper wali command enter kare ge to kuch seconds ke andar aap ke sound ki setting ok ho jaye gi aur aap ne pc ko aik bar restart kar dena hai. Aap screenshot mein dekh sakte hein keh me ne command type kar ke enter kia to ye result show howa.
Right Click New Document Setting in Kali Linux:
Hum jub kali linux mein kisi bhi jagha right click karte hein to hum ko waha pe new folder ka option to nazar aata hai jis se hum koi new folder bana sakte hein lekin agar hum ne koi file jese keh koi txt file banani ho to wo option nazar nahi ata. Dosto right click pe new document ka option show karna bohat hi easy hai aap just mujhy follow karte jaye.
Uper wali command type karne ke baad jese hi aap enter press kare ge aap ki setting complete ho jaye gi. Ab aap kahi bhi mouse ka right click kare to aap ko new document ka option show ho jaye ga.
Install and Run Chrome (Chromium) Browser in Kali Linux:
Kali linux ke andar by default jo browser hume milta hai wo firefox hai lekin aksar users ko chrome browser bohat pasand hai. Dosto kali linux 64 bit ke liye to chrome browser create kia gaya hai lekin kali linux 32 bit ke liye chrome browser pehle to developed kia gaya tha lekin ab close ho chuka hai lekin preshan hone ki koi zarorat nahi hai hum kali linux 32 bit mein chromium browser ko use kare ge. Chromium browser same chrome browser jesa hi hai aur iss mein chrome browser ki extensions bhi install ho jati hein. Iss ki koi bhi cheez chrome browser se different nahi hai. So chalye start karte hein keh chromium browser ko kese install karna hai aur kese run karna hai.
1. Chromium browser install karne ke liye apne terminal mein sub se pehle ye command type kare.
2. Update hone mein kuch time lage ga aur jub update ho jaye chromium install karne ke liye ye command type kare.
3. Ab aap se confirm karne ka poocha jaye ga to aap ne y type kar ke enter kar dena hai jis se chromium download aur install hona shuru ho jaye ga.
4. Chromium install hone mein kafi time lug sakta hai jo aap ki internet speed pe depend karta hai aur jub install ho jaye ga to terminal mein commands stop ho jaye gi.
How to Make Chromium Shortcut in Kali Linux:
Dosto jub hum chromium ko install kar lete hein to desktop pe uss ka koi shortcut bun ke nahi aata hai jis se hum uss ko run kar sake so iss ke liye bhi hum ko kuch setting karna pare gi.
1. Sub se pehle aap ko gnome panel install karna pare ga jis ke liye aap ne ye command type karni hai.
2. Jub gnome panel completely install ho jaye to desktop shortcut create karne ke liye aap ne ye command type karni hai.
3. Ab aap ke saamne aik small window open ho gi jis mein aap ne neeche di gai command type karni hai aur screenshot ko dekh ke baqi setting karni hai aur ok kar dena hai.
Ok karne ke baad apke desktop pe chromium browser ka shortcut create ho jaye ga so ab aap waha se chromium pe double click kar ke open kar sakte hein.
Final Words:
Dosto mujhy umeed hai keh aap logo ko ye post bohat pasand aayi ho gi. Post ko apne freinds ke sath zaror share kare. Agar aap ka koi sawal hai to aap neeche comment box mein comment kar ke pooch sakte hein. Issi ke sath ab mujhy de ijazat Allah Hafiz.

- Kali Linux Ke Liye Persistence Bootable USB Kese Bnaye
- Bitcoin Currency Kya Hai, Kese Kaam Karti Hai Aur Pese Kese Kamaye
Dosto sound ko fix karne ke liye aap ne bus neeche di gai command apne terminal mein copy kar ke enter ka button press kar dena hai.
Jese hi aap uper wali command enter kare ge to kuch seconds ke andar aap ke sound ki setting ok ho jaye gi aur aap ne pc ko aik bar restart kar dena hai. Aap screenshot mein dekh sakte hein keh me ne command type kar ke enter kia to ye result show howa.
Right Click New Document Setting in Kali Linux:
Hum jub kali linux mein kisi bhi jagha right click karte hein to hum ko waha pe new folder ka option to nazar aata hai jis se hum koi new folder bana sakte hein lekin agar hum ne koi file jese keh koi txt file banani ho to wo option nazar nahi ata. Dosto right click pe new document ka option show karna bohat hi easy hai aap just mujhy follow karte jaye.
- Sub se pehle aap ne templates directory mein jana hai jis ke liye aap ne ye command type karni hai.
- Uper wali command type karne se aap Templates directory mein chale jao ge so ab aap ne new document ka option add karne ke liye ye command type karni hai aur enter kar dena hai.
Uper wali command type karne ke baad jese hi aap enter press kare ge aap ki setting complete ho jaye gi. Ab aap kahi bhi mouse ka right click kare to aap ko new document ka option show ho jaye ga.
Install and Run Chrome (Chromium) Browser in Kali Linux:
Kali linux ke andar by default jo browser hume milta hai wo firefox hai lekin aksar users ko chrome browser bohat pasand hai. Dosto kali linux 64 bit ke liye to chrome browser create kia gaya hai lekin kali linux 32 bit ke liye chrome browser pehle to developed kia gaya tha lekin ab close ho chuka hai lekin preshan hone ki koi zarorat nahi hai hum kali linux 32 bit mein chromium browser ko use kare ge. Chromium browser same chrome browser jesa hi hai aur iss mein chrome browser ki extensions bhi install ho jati hein. Iss ki koi bhi cheez chrome browser se different nahi hai. So chalye start karte hein keh chromium browser ko kese install karna hai aur kese run karna hai.
- Tor Browser Kya Hai, Hackers Iss Ko Q Use Karte Aur Iss Ka Kya Faida Hai
- Spyware Kya Hai Kese Computer/Mobile Hack Hota Aur Kese Bache
1. Chromium browser install karne ke liye apne terminal mein sub se pehle ye command type kare.
2. Update hone mein kuch time lage ga aur jub update ho jaye chromium install karne ke liye ye command type kare.
3. Ab aap se confirm karne ka poocha jaye ga to aap ne y type kar ke enter kar dena hai jis se chromium download aur install hona shuru ho jaye ga.
4. Chromium install hone mein kafi time lug sakta hai jo aap ki internet speed pe depend karta hai aur jub install ho jaye ga to terminal mein commands stop ho jaye gi.
How to Make Chromium Shortcut in Kali Linux:
Dosto jub hum chromium ko install kar lete hein to desktop pe uss ka koi shortcut bun ke nahi aata hai jis se hum uss ko run kar sake so iss ke liye bhi hum ko kuch setting karna pare gi.
1. Sub se pehle aap ko gnome panel install karna pare ga jis ke liye aap ne ye command type karni hai.
2. Jub gnome panel completely install ho jaye to desktop shortcut create karne ke liye aap ne ye command type karni hai.
3. Ab aap ke saamne aik small window open ho gi jis mein aap ne neeche di gai command type karni hai aur screenshot ko dekh ke baqi setting karni hai aur ok kar dena hai.
Ok karne ke baad apke desktop pe chromium browser ka shortcut create ho jaye ga so ab aap waha se chromium pe double click kar ke open kar sakte hein.
Final Words:
Dosto mujhy umeed hai keh aap logo ko ye post bohat pasand aayi ho gi. Post ko apne freinds ke sath zaror share kare. Agar aap ka koi sawal hai to aap neeche comment box mein comment kar ke pooch sakte hein. Issi ke sath ab mujhy de ijazat Allah Hafiz.
bro.... ip address ke through kisi ke compuer/laptop me enter kaise kare
ReplyDeletebhai iss ke liye hume port scan karna parte hein jo keh itna easy kaam nahi hai lekin aage chul kar me iss ke baare mein tutorial likho ga
Deletebut bro....Aap darweb and deepweb ke baare me batlao na
ReplyDeleteg bilkul sunday ko iss ke about post likho ga aur aaj facebook hacking using kali linux ke uper post aane wali hai with video
Deletebro...maine fb Hacking with kali linux post read kiya hu kafi achha post hai beginner Hacker ke liye thanks bro..... :)
ReplyDeletewelcome aage chul kar hum kuch advance cheezo ke baare me sekhne wale hein.
Delete