
Welcome back friends mujhay kisi dost ne message kia tha keh hum blog mein contact form ko sidebar mein to add kar lete hein lekin uss ka page bana kar us ko menu bar mein kese add kia jata hai jese ke meri site ke menu bar mein ap Contact Us ka page dekh sakte hein
Also Read: Blog Mein Menu Bar Kya Hai Aur Kese Edit Kia Jata Hai
Iss post mein mai contact form create karna aur phir uska contact us page bnane ka method ap sub ke sath share kro ga lekin uss se pehle iss ke kuch benifits bata deta hoo
Contact Us Page Kyo Add Karte Hein:
Contact Us page hamari site ke lye buhat zarori hota hai.Iss ko add karne ka muqsad ye hai keh agar kisi visitor ne apko koi private message karna ho to wo contact us waale page pe ja ke kar sakta hai ya kisi user ko hamari site mein koi ghalti nazar aa rahi ho to wo contact us waale page pe ja ke hum ko message kar ke bata sakta hai.Google adsense ko jaldi approve karne ke lye About,Contact Us,Privacy Policy jese pages ka hona buhat zarori hai jo keh mai apni aik pehle post mein bhi bata chuka hoo
Also Read: Apni Blog Ke Lye Privacy Policy Page Banaye With Video Tutorial
Sub ko pata chul gya ho ga keh contact us page kya hai aur iss ko blog mein add karna kitna zarori hota hai ab aate hein main topic ki janib keh cotact us page ko add kese karna hai.
Contact Form Ko Blog Mein Add Karna:
Sub se pehle hum ne cotact form ko blog ke side bar mein add karna hai taa keh hum ko pata chul jaye keh hamara cotact form work karta hai ya nahi
1.Blogger pe ja ke layout ko click kar ke sidebar mein add a gadget ko press karein
2.Iss ke bad aik pop up window open ho gi uss mein more gadgets pe click karne se apko contact form show ho ga
4.Iske bad contact form apki blog ke side bar mein add ho chuka ho ga ap iss mein koi bhi name,email and message enter kar ke send kre aur apni gmail id check kre keh waha message aya hai ya nahi
Ab hum ne contact form ko page mein convert karna hai jis ke lye neeche dya ga tutorial follow kre
Contact Form Ko Contact Us Page Mein Convert Karna:
1.Sub se pehle blogger mein ja ke pages ko click kr ke new page ko ok kre
Sir contact us wala kuch samajh nahi aya kam nahi kar raha
ReplyDeletebhai theek se btao keh apko samjh nahi aa raha ya work nahi ka raha agar samjh nahi aa raha to kis step se samjh nahi aa raha aur agar work nahi kar raha to steps ko dobara se follow kro ye 100% working hai
DeleteBahi HtML code download ni ho raha...
ReplyDeletekya error show hota hai
Deletebrother code downlaod ni ho raha errror ata ha k file not found
ReplyDeleteme ne code ko post mein add kar diya hai dobara check karo
Delete