Kese ho dosto,Mere internet mein kuch problems hoone ki waja se mai ap logo se post share nahi kar pa raha hoo lekin phir bhi mai apni poori koshish kar raha hoo keh ap sub ke llye posts write karta rahoo jese hi mera connection theek hota hai mai ap sub ko phir se achi achi posting karta raho ga so please website ko daily visit karte rahein.
Mujhay believe hai keh ab tuk aap sub ne apni blog bna li ho gi aur uss mein important widgets aur theme etc bhi change kar li ho gi yaani blog ko achi tarah se design kar lia ho ga agar nahi to aap sub ye waale tutorials read kar sakte hein.
Aap sub ne dekha ho ga keh jub bhi hum koi new blog banate hein to uss mein hub hum 10 se zayada posts kar lete hein to hamri old posts pichle page yaani first page mein chali jati hein aur new posts second page mein show hoone lagti hein aur old posts ko dekhne ke lye hum ko older posts pe click karna parta hai to kyo na hum older posts waale word ki jagha number show kre jis se hamari blog ke old pages ko hum numbers pe click kar ke open kar lein.Agar abhi tuk apko meri baat ki samjh nahi aayi hai to aap sub meri site check kar sakte hein apko older posts ki jagha numberic page show ho rhe hoo ge jin ka aik screen shot mai de raha hoo.
Numberic Page Kis Lye Add Karte Hein:
Ab mein batata hoo keh numberic page add karne ka muqsad kya hai aur iss ko add na karne se kya problem hoti hai.Agar koi visitor hamri site pe aata hai aur pehle page ki posts read karta haiaur dosre page pe uss ne agar old posts read karni hoo to uss ko older posts ka option dikhai nahi de ga aur wo hamri site ko chor kar kisi dosri site pe chala jaye ga iss ke ilawa numberic page add karne se hamari site ki khoobsorti mein bhi izafa hota hai.
Nubmeric Page Kese Add Karein:
1.Sub se pehle template pe click kar ke edit html ko click kre
2.Iss ke bad kahi bhi click kar ke cntrl f ko press kre jis se aik search bar show ho ga
3.Uss search bar mein ye code type kar ke enter press kar dein
4.jub wo code nazar aa jaye to uss ke uper ye code paste kar dein
5.Ab phir se saerch bar mein ye code search kre aur enter press kre
Bro apke btaye howy tareqay se kia bt mery pas is trha ki setting arahi ha pic mai dekh len jo k no 1 ha bt mj 2pic jesi krni ha kse krun thnx
ReplyDeletehttp://tinypic.com/r/34obmue/9
link pr click kr k image dekh len
bhai ap ne jo link dya hai iss mein koi image show ni ho rhi kindly kisi aur site pe image upload kr ke image ka firect link do
Delete]]> ye word show nhi ho rha mere pas
ReplyDelete