Introduction:
Assalam.o.Alaikum friends kese ho sub umeed karta hoo keh sub bilkul theek thak hoo ge.Agar aap aik new blogger hein to shayed hi aap ne iss se pehle robot.txt ka naam suna ho ga aur agar naam suna bhi hai to iss ke baare mein ap sub ko itna zayada pata nahi ho ga.Chele koi bat nahi aaj mein sub ko poori details ke sath bata deta hoo keh robot.txt kya hai iss ko kis lye blog mein use kia jata hai aur kese use kia jata hai aur agar aap blogging mein success hona chahte hein to aap ko seo ko baaare mein information zaror honi chahye.
Robot.Txt Kya Hota Hai:
Sub ne apni site google search engine mein to submit ki hui hoti hai aur apki site ki hur cheez google mein show hoti hai lekin kuch cheeze aisi hoti hein jo hum google mein show nahi karna chahte hein yaani hamari site pe hamari koi personal information bhi ho sakti hai.So apni kisi personal information ko google se hide karne ke lye hum robot.txt ko use karte hein.
Ab agar koi internet user google pe hamari site ke about koi topic search karta hai to google hamari site pe ata hai aur uss user ko wo information deta hai jo hum ne allow ki hoti hai aur uss information ko show nahi karta jo hum ne allow nahi ki hoti.Simple words mein robot.txt hamri website mein security ka kaam karta hai.
Also Read:Apni Website Ya Blog Ko Google Mein Submit Karna
Robot.Txt Ko Apne Blog Ya Website Mein Add Karna:
Robot.txt aik code ho ga jis ko aap ne apne blog mein add karna ho ga aur iss ko add karne se pehle mein apko pehle iss code ke baare mein kuch basic information dena chaho ga.
Pehle mein apko robot.txt ka code deta hoo phir apko uske baare mein information deta hoo taa keh aap code mein koi changing karna chahe to kar lein aur end pe mai apko blog mein ye code add karna btata hoo
Code:
Sub se pehli line ka matlb hai keh agar apka adsense approve ho chuka hai aur aap adsense ko code google mein dikhana nahi chahte to aap iss line ko aise hi rehne dein aur agar agar aap aisa nahi karna chahte to iss line ko remove kar dein
2nd and 3rd line ko aise hi rehne de yani iss ko change na krein ye lines apki site ki posts ko google mein dikhane ke lye hai agar aap 2nd line mein disallow ki jagha allow likh dein ge to apki posts google mein show nahi hoo gi iss lye in lines ko aise hi rehne dein
4th line ko bhi change na karein because ye bhi hamri site ke lye buhat important hai
5th line ko agar aap change kare ge to apko iss me kafi kuch modifications karni pade gi yani iss line ka matlb hai keh aap kya kya apni site ka data google pe show karna chahte hein.Mai apko suggest kro ga keh isko bhi change na karein
6th line sub se zarori hai yani iss mein meri site ki jagha apni site ka url aap add kar dein aur 6th line mein apni site ka url add karne se pehle apko apni site ke lye sitemap bnana pare ga
Also Read:Sitemap Kya Hai Aur Blog Ke Lye Sitemap Kese Banaye
Ab ap sub ko mai batata hoo keh kese apni site mein iss code ko add karna hai
1. Sub se pehle code mai jo jo changing karni hai kar lein uper di gai instructions ke mutabiq aur code ko copy kar lein
2. Iss ke bad blogger mein ja ke setting pe click kar ke search perferences ko press krein
3. Yaha ap ko custom robots.txt likha nazar aye ga uss ke aage edit likha ho ga uss ko click krein
4. Yes pe click kar ke code ko box mein paste kar ke save changes ko click kar dein
5. Ab aap ki site pe robot.txt add ho chuka ho ga
Umeed karta hoo ap ko ye tutorial buhat pasand aya ho ga agar apko abhi tuk robot.txt ko add karne mein kisi step se problem ho to comment mein pooch sakte ho.

User-agent: Mediapartners-GoogleDisallow:User-agent:Disallow: /searchAllow: /Sitemap: http://www.learnwithrazzak.com

No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.