Assalam.o.Alaikum Dosto kese ho sub umeed karta hoo keh aap sub log bilkul theek thaak hoo ge aur kafi kuch sekh chuke hoo ge
Aksar aisa hota hai keh jub koi user hamari website ko visit karna chahta hai aur wo website ke shuru mein "www." enter nahi karta hai to wo hamari website ko visit nahi kar pata hai kyo keh hum ne pni website pe iski setting nahi ki hoti hai aur hamari website ki default setting iss tarah hoti hai keh agar koi website visit karna chahe to usko www. lagana zarori hai
Agar hum ye setting nahi kare ge to hamari website ki traffic mein kumi ho jaye gi because visitors ye samjh kar hamari site pe aana chor de ga keh iss website mein koi problem hai jis ki waja se ye open nahi hoti hai.
To Iss tutorial mein mai issi bat ka solution le kar hazir hua hoo keh kese Apni website ki setting ki jaye jis se www. lagane ke bghair hamari site open ho.For example ap meri site ko www.learnwithrazzak.com likh ke bhi visit kar sakte ho aur www. ke bghair itonlinefree4u.tk likh ke bhi search kar sakte ho
Tutorial:
1. Blogger.com pe ja ke apna blog select karein
2. Setting ko press karein
4. Redirect Waale box ko tick kar dein
Video Tutorial Is Here
Agar ab bhi apko kisi step ki samjh nhi ayi to comment mein pooch sakte hein.
mera asa option nhi arha bhai
ReplyDelete