Introduction:
Aaj ki iss post me apko me batane ja raha hoo keh kese apne pc me koi website mobile view me check kre.Wese to iss ke buhat saare methods he lekin me apko aik simple method bta rha hoo jis me bus apko google chrome me aik exentition add karna ho gi.
Me post ke last me video bhi de rha hoo taa keh apko kisi bhi step se koi problem na ho sub se pehle me apko iss ke kuch faide batata hoo
Benefits:
Website ko mobile me view karne ke ye kuch faide he jo me describe kar raha hoo
1. Mobile view me open karne se website ki loading fast ho jati hai
2. Agar ap ka internet connection slow hai to mobile view me open karne se website jaldi open ho jaye gi
3. Sometimes aisa hota hai keh ap ne koi website banai hai aur ap usko mobile format me dekhna chahte he to iss method se dekh sakte he
4. Apni website ko Mobile format ke lye achi tarah design kar sakte he
Method:
Simple steps ko follow karna hai aur video bhi attached hai post ke end pe
1. Google search me user agent switcher search kare
2. Next page mein add to chrome pe click kare
3. Jub Google chrome me exentition add ho jaye to uske icon pe click kar de and wo device select kare jis ke view me ap site open karna chahte he
4. Ab koi bhi website ko open kare ge to wo mobile format me open ho gi me 2 screen shot bhi attach kar raha hoo

Video tutorial dekhne ke lye neeche click kare
Click Here To Watch Video
Next time kisi achi post ke sath apki khidmat me hazir hoo ga tub tuk ke lye Good Bye.
Aaj ki iss post me apko me batane ja raha hoo keh kese apne pc me koi website mobile view me check kre.Wese to iss ke buhat saare methods he lekin me apko aik simple method bta rha hoo jis me bus apko google chrome me aik exentition add karna ho gi.
Me post ke last me video bhi de rha hoo taa keh apko kisi bhi step se koi problem na ho sub se pehle me apko iss ke kuch faide batata hoo
Benefits:
Website ko mobile me view karne ke ye kuch faide he jo me describe kar raha hoo
1. Mobile view me open karne se website ki loading fast ho jati hai
2. Agar ap ka internet connection slow hai to mobile view me open karne se website jaldi open ho jaye gi
3. Sometimes aisa hota hai keh ap ne koi website banai hai aur ap usko mobile format me dekhna chahte he to iss method se dekh sakte he
Method:
Simple steps ko follow karna hai aur video bhi attached hai post ke end pe
1. Google search me user agent switcher search kare
2. Next page mein add to chrome pe click kare

Video tutorial dekhne ke lye neeche click kare
Next time kisi achi post ke sath apki khidmat me hazir hoo ga tub tuk ke lye Good Bye.
No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.