
Welcome Back Friends umeed karta hoo ap sub bilkul thek hoo ge
Ye tutorial blogger blog me search box add karne ke mutaliq hai.Search Box widget kya hai,Iss ka kya faida hai aur iss ko kese add karte he wo me neeche step wise bta rha hoo ap post ke end pe video bhi check kar sakte he
What Is Search Box Widget:
Search Box Widget blog me aik box hota hai jis me ap apni marzi ki post search kar sakte he maslan meri blog me jo search box add hai uss ki help se ap meri site pe di gai koi bhi post search kar sakte he. Agar apko abhi tuk pta ni chala keh search box widget kya hai to ap ko me neeche jo image de rha hoo iss se apko 100% pta chul jaye ga
Why We Add Search Box Widget In Blog:
Search box widget ko blog me iss lye add kia jata hai taa keh agar koi visitors hamari blog pe ata hai aur uss ko koi post na mil rhi hoo to wo serach box me apni post likh ke search kar sakta hai.Agar search box widget hamari blog pe ni ho ga to visitor ko post find karne me mushkil ho gi aur wo apki site se chala jaye ga aur iss se apki blog ke 50% visitors apki blog ko chor kar kisi dosre ki blog pe chala jaye ga.Iss ke ilawa search box add karne se apki blog website ki tarah nazar ati hai aur apki blog beautiful bhi nazar ati hai
How To Add Search Box Widget:
Post ke end pe ap video tutorial bhi check kar sakte he
1. Sub se pehle blogger.com pe jaye aur layout ko select kre
5. Code paste karne ke bad save pe click kre
Click Here To Watch Video
No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.