Welcome Back Friends Umeed hai ap sub thek hoo ge
Aaj me apko btao ga keh blog logo kya cheez hai aur isko change kese kia ja sakta hai
What Is Favicon Or Logo:
Apke blog ka favicon ya logo aik photo hai jo 100 kb se zayada ni hona chahye. Ye apke blog ki left side pe chota sa icon hota hai. Agar apko abhi tuk samjh nhi ayi hai to me neeche youtube ke logo ki picture de rha hoo
1. Blogger.com pe ja kar layout pe click kre
1. Choose file pe click kar ke apna logo select kre apne pc se
2. Logo select kar ke save pe click kar de
4. Ab ap pehle wali window pe automatic wapis aa jaye ge
5. Ab apni blog ko open kre aur apna logo check kre
Video tutorial neeche dya gya hai agar apko direct yha pe video nazar nhi aa rhi to video link pe click kre
Note:
Apka logo 100kb se zayada nhi hona chahye
No comments:
Post a Comment
Comment Ka Reply Bohat Jaldi Kia Jaye Ga Shukria.