Introduction:
Android Phone ki bootanimation ka naam to ap logo ne suna hi ho ga aur dekha bhi ho ga.Aisa bhi ho sakta hai keh ap rozana bootanimation ko dekhte to hoo lekin apko ye na pta ho keh bootanimation kya cheez hai.Chalo agar nhi pata to mein apko btata hoo keh bootanimation kya hai,Iske ko Change kese karna hai aur change karne ka kya faida hai.
What Is Android Bootanimation:
Bootanimation ka naam sun kar apke mind me ye question zaror ata hai keh ye kya hoti hai? Bootanimation Android ki aik aisi animation ya logo hai jo mobile ko start karne pe show hota hai aur ye logo sirf aik image ki shakal mein nahi hota balkeh kafi sari images se mil kar bana hota hai aur aik video ki shakal mein nazar aata hai.Agar apko abhi tuk samjh nhi aayi to me apko simple words me samjhata hoo. Jub hum apna android phone power on karte hein to hum ko samsung,huawei ya q mobile likha nazar aata hai jo aage peeche ki kisi bhi direction me hurqat karta nazar aata hai to wohi bootanimation hai.Better Understanding ke lye me choti si video bhi attach kar raha hoo.
Click Here To Watch Video
Benefits Of Changing Bootanimation:
1. Bootanimation ko change karne se apke mobile ka look change ho jata hai
2. Bootanimation mein jaha samsung ya huawei likha aata hai waha pe aap apna naam bhi show kar sakte he
3. Q mobile ya huawei mobiles ya jo bhi mobile ho kisi bhi mobile ki bootanimation kisi doosre mobile pe show ki ja sakti hai
4. Aap apni marzi ki bhi bootanimation laga sakte hein
Iss post mein apko sirf bootanimation ko change karna aur bootanimation ko download karne ki website btai jaye gi aur apni khud ki android bootanimation kese bnai jaye wo mein apko apni kisi next post mein batao ga so mere neeche dye ge steps ko follow kare.
Requirements:
1. Rooted Android Mobile
2. Root Explorer Application
Download Now
3. Simple Knowledge
How To Change Bootanimation:
1. Sub se pehle bootanimation ko download karna hai neeche link mein 81 bootanimations hein
81 bootanimatios collection
2.Iske bad Root Explorer Download kare
Download Now
3. Install kar ke open karna hai root explorer ko
4. System Folder ko open kare
5. Yaha aur kafi folders hoo ge waha se media folder ko find kar ke open kar de
6. Media Folder Me aik file ho gi bootanimation.zip ke naam se so us ko pehle copy kar ke apne memory card me rakh le taa keh agar new bootanimation pasand na aye to dobara issi bootanimation ko wapis laga le
7. Ab jo bootanimation ap ne download ki thi agar uska naam bootanimation hai to thek warna bootanimation naam rakh le
8. Name change karne ke bad usko waha copy kare jaha apki pehle wali bootanimation padi hai system/media/bootanimation iss location me jo me already uper bta chuka hoo
9. Bootanimation to change kar hi li ho gi ap ne bus ab apne mobile ko restart kar dein aur new bootanimation apko khud ba khud nazar aa jaye gi
Note:
1. Bootanimation ko media folder mein copy karne se pehle apni file ka naam zaror check kar le
2. Agar apki file ka name bootanimation na ho to iss ko change kar le aur new name bootanimation rakhe
3. Copy karne ke bad phone restart karna buhat important hai
Agar post achi lage to comment mein feedback lazmi dein aur jaha se problem ho wo bhi comment mein likh ke comment kare shukria.

bro is ka next part kab ayga?
ReplyDeleteplease jaldy bata do kayh hum apni khud ki boot animation kesay bana saktay hayn please
dear bro iss ka 2nd part bohat juld aaye ge jis se aap easily apni bootanimation create kar sako ge iss site pe apke seekhne ke lye bohat kuch share ho ga aap apne friends ke saath bhi website share kare
Deleteok g mayn wait kron ga.....thanks
ReplyDelete